1. Dakkan me urdu ka nazarya kis ne paish kiya?
Naseer Ud din Hashmi
2. Urdu me adverb ko kya kehtay hain?
Mutliq fael
3. "Liye" ki durust imla konsi hai?
jis k neechay 2 nuqtay hon aur ooper hamza na ho.
4. Urdu me pehli taba zaad dastaan konsi hai?
Fasana e ajaa'ib
5. Fort William college kay pehlay principal kon
thay?
David Brown
6. "Masnavi Zehar Ishq" kis ki tasneef
hai?
Mirza shauq
7. "Masjid Qartaba" Allama Iqbal kay
kis majmooay me shamil hai?
Baal e jibriel
8. "Khutbat-e-Iqbal" ka sab se pehla
tarjuma kis ne kiya?
Nazeer Niazi
9....